No
Questions
Answer
19033
salam kia baynamazi drood e paak ya sura yaseeen par kar morda ko sawab poncha sakta hey. kia yeh sawab morda ko ponchey ga.
11098
Assalam O Alaikum, Hazrat Panjghana Namaz ke baad jo wazaif hain unhen \"Ya Azizo Ya Allaho\" padhna hai ya \"Ya Azizu Ya Allahu\" padhna hai. Guzarish hai sahi tareeqa wa talaffuz farma dein.
8347
Assala mu Alaikum, Mufti sahab mera sawaal ye hai ke hamare ghar me barkat nahi hai bilkul. Or ammi papa mein ladaiya rehti hai, ammi ka akhlak bahu khrab hai, gali kosna waghaira. papa ka koi karobar nahi hai bas kiraye ke paiso se ghar chalta hai. koi ammi k liye, barkat k liye, or mere karobar k liye wazifa bataye jald, bahut meharbani hogi. duaon me yaad rakhiyega.
8339
Assalaam o alaikum. Exams mai kamyabi ka koi wazeefa batadain main nay abhi papaers diye hain
8337
kia Taweez ko pehan kar bathroom ja saktay hain ya nahi?aur taweez ko pehna na zaroori hai ya apnay purse main bhi rakha ja sakta hai?
8311
Assalamu Alakum mari bhan jo shadi shuda hay.or mary bahinvy saudi may kaam kar tay hay.lakin meri bhan 2 saal se bahut beemarhay.wo dawa bhy khay lakin koye faraq nahi howa.phar rohani ilaj bhi karay tab bhi koye faraq nahi hua.aur unkay shohar bhi unki baat nahi sunta.aur sara payse dawa me lag jata hay.mussasil bemari aur parashani se wo bahut parashan hay.aur wo durud bhi padate hay.aap se adaban guzarish hay ke koye ilaj bataye.allah aap ko kus ra khay.
8199
Assalam o Allaikum, I want to ask about bad dreams, actually what happens my wife dreams about the signs of dying. She becomes worried that if she dies who will take care of childern, what will happen with her hasband and all that. Please advise us some WAZIFA to get rid of such shaitani dreams. Please help me as my wife is becoming psychy.
8186
sallam mufti sahib mean dubai bussniess kerta tha to wo chor ker usa a geya hon ur edar resturent kholna chahta hon kunee kay uder mean bachon kay ahrajat afford nahe ker sakta tha mujee estehary say bateyen kay mera ye kam mery ley thek ho ga ur koe wazifa be bata dayen jo mean ur mere wife keya karen
8170
mera karobar ban ho gaya hai aur main sochta kuch huin laken kuch aur ho jata hai mere ghar main bhot mushkal hai rezek badi bhe hai kia krun samch nahe ati kia karun plz help me my name is kashif i am zubair friend
8157
salam mufti sahab khatme QADRIA prhany k liy kia 11 logon ka huna zarori ha.ya ye koi ek b prah sakta ha
8145
asslam-0-alaikum.. mufti sahib mujai ye poochna tha kai ye jo hmm durooad shareef pertai hai kia ye darood direct NABI KAREEM(S.A.W) tak poocnhti hai ya phir punchayi jati hai un tak???
8139
Asalam O Alaikum Mufti sahib agar was wasay ata ho aur wazeefa jo kai Murshidi Attar dambarkhatum aliaya nai risala was wasay aur un ka elaj mai bata huwai parnai mai pir bhi was wasay ata ho, to kia karna chia?
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23 24 25 26 27 28 29
Copyright 2003-10 All Rights Reserved