
Hazrat ye irshad farmaine k mane nay ap say ake sawal pocha tha
SADAQA k baray maine ap nay irshad farmaya tha k syed sahib k
liye sadaqa jaiz naheene hay are ager koee day tu naheene lana
chahiye tu ake syed sahib say mane nay bat ki tu onka biyan hay k
mujay is baray mane jawab lay kar daine
tu syed sahib k kehnay par maine ap say arz kar raha hone k
Mishkat shareef (Maulana Abdul Hakeem khan Akhter sahib) ka tarjuma kia howa
safha number 393 are 394 par likha hay k Hazrat Aisha razi allah
k pas kuch salan aya Huzoor nay irshad farmaya k ye Barira kay liye
sadaqa hay are hamaray liye hadya hay tu khana jaiz hay ...
tu syed sahib nay kaha k is baray kuch irshad farmaine.. k sadaqa ki
cheez ager hadya di jay tu kia khana jaiz hay ya naheene
ya ap quran u hadees ki rooshni mane irshad farmaine
jazakallah u khaira
|