
Assalam u alikum...mera swal ya ha 1.ke eid ke baad jo shawal ke 6 roza ata hain un rozo main kia apna rozo ki qaza pori kar skta(yana nafli rozo ke jaga jo roza ramzan main kisi waja se chhorra wo un 6 nali rozo main rakh skta hain).2.swal ke 6 roza eid ke baad lagatar rakhna chahiya to un ka swab milta ha ya shawal ke pora mahina main ya 6 roza waqfa waqfa se rakh skta hain.Allah hafiz.
|